kabhi lagta tha koi apna sa
aankhe khuli ho ya band par tha kuch sapna sa
dekh kar lagata tha jina hua to kya jiyege tere bina
par ab lagata hai jo tha apna vovo such nhi hai kuch hai to vo hai sapna sa
Shayari is a form of poetry in the Hindi language that is used to express emotions and feelings. It is often romantic, sad, or inspirational in nature. Shayari can be written in a variety of poetic forms, such as ghazals, nazms, and rubais. Many famous poets have written Shayari, and it is a popular form of expression in Indian literature and culture. It is also used in Bollywood movies, songs, and by common people in their daily life to express their emotions.
kabhi lagta tha koi apna sa
aankhe khuli ho ya band par tha kuch sapna sa
dekh kar lagata tha jina hua to kya jiyege tere bina
par ab lagata hai jo tha apna vovo such nhi hai kuch hai to vo hai sapna sa
Jindgi k bhi ajib fasane hai.
Sochate the ji nhi payege unke Bina, aaj unke Bina hi jina hai.
Yaad ka bhi ajib sa kaarwa hai.
Hai samane vo phir bhi uski yaado ka pahara hai.
Badal gya inshan to Kya gum Kare hum.
Chalo vo na sahi uski yaado me hi rahe hum.
Kabhi puchege unse ki ab tujko pahli se mohbbat kyu nhi hum se.
Tera Dil aaj bhi Mera h ya vaha kisi or ka basera hai.
Kyu ab Tere sajde me hame din raat jukna padta hai.
Ki thi tune bhi mohbbat to muje hi kyu tadap KR jalna padta hai.
Ek roj mile the hum ek duje k huve the hum.
Kya ishaq Kya mohbbat Kya apnapan tha Tera.
Need se Jagti thi tu or hota th sawera Mera.
Tere Dil ki dhadkan ko samajate the hum
Tere pyar me dube the or dube hi rhe hum.
Phir aaj tuje dekhu to koi oor kyu mil jata hai.
Kaha h vo Mera pyar Jo samane nhi aata hai.
Jab pyar kisi se hota h vo kitna pyara kitna hasin hota h.
so jati h duniya sari par pyar raat bhar nhi sota h.
Hum tuje apne dil se laga kar rakhege.
tere liye chand tare na sahi par tuje apni baho mai rakhege.
mera dil meri pahchan h tum. Tuje apne sine se laga kar bade pyar se rakhege
Kya bataye kitna pyar hum tumse karte h, tujko pane ki dua din raaat hum khuda se karte h.
teri aankho mai ek bhi aashu na aaye, bus yahi dua to hum karte h.
tu khus rahe bus yahi fariyad khuda se karte h
do jism ek jaan hum ho jaye bus ek dusre mai hi kho jaye.
Na koi gussa na koi ghamad ka andera ho aankh meri khule aur tera bhi savera ho.
tere chehre ki muskurat mere labo par ho tere aashuo ka tikana meri hi aankho mai ho.
Pyar k moti ki kimat lagai nhi jati. Pyar ko pyar se jita jata h us par jor ajmaish nhi hoti pyar ko apna lo to duriya kam ho jati h us rab ki ardas aur khuda ki ibadat ho jati h
Pyar k moti ki kimat lagai nhi jati. Pyar ko pyar se jita jata h us par jor ajmaish nhi hoti pyar ko apna lo to duriya kam ho jati h us rab ki ardas aur khuda ki ibadat ho jati h
tere kis rup se pyar karu. aankh band karke bus tuje yaad karu. tu dur h mujse bus itna hi kafi h na ya tuje pane k liye khuda se fariyad karu
Pyar k fasane ko samajana inshano ki baat nhi. Mil jaye agar saccha pyar to use nibhana har kisi ki baat nhi. Hum to ab tere liye jite h itna hi jante h. Bus tera dil na dukhe rab se itna hi magte h.