Kyu kahe usse ki bhagwan man hame hum khuda h tere pahchan hame mai tera mukadar hu
samman kar mera mai shayad is layak hi nahi ki pyar mile muje tera
Shayari is a form of poetry in the Hindi language that is used to express emotions and feelings. It is often romantic, sad, or inspirational in nature. Shayari can be written in a variety of poetic forms, such as ghazals, nazms, and rubais. Many famous poets have written Shayari, and it is a popular form of expression in Indian literature and culture. It is also used in Bollywood movies, songs, and by common people in their daily life to express their emotions.
Uski chahat ne rulaya bahut hai,
Uski yaando ne tadpaya bahut hai,
Hum karte hai usse mohabbat bepanha,
Is baat ko usne aajmaya bahut hai.
Tere dil ko koi chot na pahuche.tere aakhon mai koi bhi gum na bhatake.tera har gum mera ho meri har khusi teri ho.teri palako par meri hi enayat ho tere dilo jigar par chahat hi chahat ho.mera pyar tuj par kuch is tarah se cha jaye.tere dil juba par hamesha mera naam aa jaye teri har sas par mera adhikar ho sas lene k pahle aur baad mai mera hi pyar ho hum tere khayalo mai kuch yu ho jaye,jab bhi tu yaad kare hum samane aa jaye
mere liye tere aakhon mai kabhi aasu na ho tu jab bhi chahe tu meri baho mai ho.bus yahi fariyad hum rab se karte h hum tere h aur hamesha tere hi ho
Hum ji rahe h kuch is tarah se mai dil tu dhadkan ho us tarah se.tere sapne ko apni aankhon mai saja lete h. Tu hash de to hum bhi muskura lete h. Dil se chaha hua armaan h tu. Lagta h aaj ka nhi janamo ka pyar h tu. Kuch kasis h pai h teri aankhon mai.kya tere pyar ki gahai h teri aankhon mai. Aksar teri aankhon ko nam dekha h mil jaye hum bus yahi dikha h. Tere dil ki hasrate teri aankhon mai sajati h badi aacchi lagti ho tum jab in najaro se muje dekhati ho. Teri aankhon se tere dil ka haal pata chalta h bus dil mai sivay janu k kuch nhi dikhata h bus in aankhon ka nur yu hi bana rahe janu ko jaan ne paya h bus dono ek duje k liye bane rahe.
Hum ji rahe h kuch is tarah se mai dil tu dhadkan ho us tarah se.tere sapne ko apni aankhon mai saja lete h. Tu hash de to hum bhi muskura lete h. Dil se chaha hua armaan h tu. Lagta h aaj ka nhi janamo ka pyar h tu. Kuch kasis h pai h teri aankhon mai.kya tere pyar ki gahai h teri aankhon mai. Aksar teri aankhon ko nam dekha h mil jaye hum bus yahi dikha h. Tere dil ki hasrate teri aankhon mai sajati h badi aacchi lagti ho tum jab in najaro se muje dekhati ho. Teri aankhon se tere dil ka haal pata chalta h bus dil mai sivay janu k kuch nhi dikhata h bus in aankhon ka nur yu hi bana rahe janu ko jaan ne paya h bus dono ek duje k liye bane rahe.
Layak ban jao mai kabhi nhi sudhuruga aur maine tumhe such mai apne maa baap ka upmaan karne wale se shadi to kya baat bhi nhi karna chahiye aur aaisa tha to mujse aaj aacha se baat nhi karna tha dono such nhi ho sakta ya to tumhe apne maap baap ka upmaan karne wale se koi rista nhi rakhana chahiye kyuki vo haar baar karega hi ya phir tum mujse pyar karti ho dono such nhi h thik aur mai khud manata hu tum tumhare mummy papa ki respect karti ho to dekh lo phir such aur jhut kya h pucho apne aap se thande dimag se agar nalayak ho to layak beti bano ya layak apni iccha se layak patni kiski ye bhi tum jano gussa mat karo socho socho aur bahut socho layak patni meri jo layak beti ban payegi ya layak beti jo layak patni ban nhi payegi gusse se nhi shanti se sirf apne aapse baat karo ab tumhare liye layak beti aur layak patni banana shabhav nhi h tum sirf kisi ek ko chun sakti ho aur dusre ko hamesha hamesha k liye chordna hoga mujse koi bahas mat karna tumhari apni soch apni marji aur apni choice h kise ek ko rakhana h aur kise chordna h ok gn best of lucK
Akhiri baar bol raha hu tumhe phir pata nhi baat ho na ho mere dil ki dhadkan ho tum meri jaan ho jise mai bahut pyar karta hu shayad mera pyar ab ek junun ban gya h mai nhi chahta tumse koi bhi galti ho jaan i love u vindu i love u anna i love u babu kiss u indira i love u nakchadi indira i love u soch samaj kar thande dimag se fesla karo aur mai khud kahta hu tumhari bhalai mujse dur rahne mai hi h mai khud apni gurrenty nhi le sakta kab kya kar betho aaise log viswas k layak nhi hote aur mai viswas k layak hu ya nhi ye mai nhi bata sakta shayad tum khud samaj sakti ho ya tumhara dil avhi sab sahi h na thande dimag se jo tumko sahi lage muje batana mai tumhare hisab se sahi aur galat dono mai sath hu tumhare mai apne gussel nature aur battamiji ko bahut pahle se janta hu isiliye kisi ko apni life ka hissa nhi banana chahta aur ya mere papa duniya k sabke aache aur bahut hi mahan inshan h unhone hum dono bhaiyo ko bahut acche sankar diye h mera bhai aur bahan dono bahut acche aur mehanti h mai unko ghatiya aur maha nalayak beta hu jo sirf bhoj h un par isliye tum ek samajdar ladki ko tumko aaise inshan ki parwarish k bare mai kuch nhi bolana chahiye meri jaise ghatiya mat bano muje chordne aur bhulane ki koshish karo taklif to hogi par ghut ghut kar puri jindgi jine se kai guna accha h tumhari aage ki life phir aage aakeli ho ya kisi aur k sath ho mere sath bitai life se acchi hi