ek muddat hui kisi ne pyar se pukara ho.jise dilo jaan se chaha use sine se lagaya ho hum dil ki dhadkan ko sunte nhi par aaisa to nhi dil mai tere pyar hamara na ho
Shayari is a form of poetry in the Hindi language that is used to express emotions and feelings. It is often romantic, sad, or inspirational in nature. Shayari can be written in a variety of poetic forms, such as ghazals, nazms, and rubais. Many famous poets have written Shayari, and it is a popular form of expression in Indian literature and culture. It is also used in Bollywood movies, songs, and by common people in their daily life to express their emotions.
Ek roj mile the hum ek duje k huve the hum.
Kya ishaq Kya mohbbat Kya apnapan tha Tera.
Jagti thi tu or hota th sawera Mera. Tere Dil ki dhadkan ko samajate the hum Tere pyar me dube the or dube hi rhe hum. Phir aaj tuje dekhu to koi mil jata h. Kaha h vo Mera pyar Jo samane nhi aata h. De sake to muje Mera pyar lota de na de sake to muje mere Dil see riha de. Chain tuje muje pa KR na sahi shayad bula KR mil jayega .
Ya to sath ji le ya chord kr tuje maja aayega.
Kya Kare sahib jindgi ek hi h Chun le apna mukkdar apna le muje Dil see ya raham KR is Dil pr tere bin ji to lega pr chain kaha payega
Ek roj mile the hum ek duje k huve the hum.
Kya ishaq Kya mohbbat Kya apnapan tha Tera.
Jagti thi tu or hota th sawera Mera. Tere Dil ki dhadkan ko samajate the hum Tere pyar me dube the or dube hi rhe hum. Phir aaj tuje dekhu to koi mil jata h. Kaha h vo Mera pyar Jo samane nhi aata h. De sake to muje Mera pyar lota de na de sake to muje mere Dil see riha de. Chain tuje muje pa KR na sahi shayad bula KR mil jayega .
Ya to sath ji le ya chord kr tuje maja aayega.
Kya Kare sahib jindgi ek hi h Chun le apna mukkdar apna le muje Dil see ya raham KR is Dil pr tere bin ji to lega pr chain kaha payega
Yaad ka bhi ajib sa kaarwa h.
Hai samane vo phir bhi uski yaado ka pahara h.
Badal gya inshan to Kya gum Kare hum.
Chalo vo na sahi uski yaado me to ye Dil rah raha h.
Kabhi puchege unse ki ab tujko pahli se mohbbat kyu nhi hum se.
Tera Dil aaj bhi Mera h ya vaha kisi or ka basera h.
Kyu ab Tere sajde me hame din raat jukna padta h. Ki thi tune bhi mohbbat to muje hi kyu tadap KR jalna padta h.
Tujko dekha to dil ko sukun aa gaya rab ne hame kaha dekh tuje tera pyar de diya ab to mujse sikwa na kar jo pyar diya h use sahej kar rakh
ap ke sath se suku milta he tuj mai rab dikhata h tu hai sath mere sab accha lagta h tera sang h to jamana chota aur tera pyar bada lagta h
Dil jani dil bar pyar h tu mera dil ko karar de vo ehsas h mera tujko paya h khuda se lad kar kaha usne mujse pyar k lafde mai mat pad.par hamne kaha sunna hi tha rab se tere liye ladna hi tha hum tuje pyar se rakhege tere sare gum apne sar lege
rabba mere bus itna karam kar de mai jiu uske liye aur maru uske aagosh mai dil ki gahrai mai vo sama jaye muje is dharti par hi jaanat ka maja aa jaye
rab ne mujse pucha kya rakha h is inshan mai tu is se itna pyar na kar.
mai duga tuje sab kuch tu iska itbaar na kar.
rab k aage meri kya hasti h par mere dil ki gahrai mai to tu hi basti h.
rab ne pucha mujse tu kya kar payega iske liye, jab mai jine nahi duga tuje iske pyar mai.
muje tere liye rab se bhi ladna pada, tab jakar usne tuje muje diya
aur kaha baar baar nahi banata aaise inshan mai ja khush raho tum dono deta hu vardaan mai.
Hum akshar sochate hai ki Hume ek bahut hi saandaar inshan mile jo Hume samaje har mod par hamara sath de Hume support Kare aage badne me or khud bhi aage bade par kya hame sach me aaisa hi inshan milata hai nhi bilkul nhi pyar k naam par is dusre par atyachaar ab aam baat ho gai hai ladai jhagde to dur ab pyar mohabbat me ek dusre ko jaan se maar k tukde tukde karna bhi aam baat ho gai hai
Pyar k moti ko moti samajhna chahiye
Bahut kimati hai ye rishte inhe acche se nibhana chahiye
Na nibha sako to alag ho jana par jivan uska bhi hai tumhara bhi hai
Is dusre ko khusoya dena tumhara kaam bhi hai uska bhi hai
Ban sako to jaan bano ek dusre ki jine tumhe bhi hai or use bhi hai
Dil ki teri awaj hum sun sake itne aandhe the tere pyar ko dekh bhi na sake galti hui humse jo aandhe bahre ban gaye aur jane anjane mai tere gunahgaar ban gaye
In aankho ka nur bana rahe hum na sath tere ye pyar bana rahe tum raho baho mai meri chand tare tere daman mai rahe.
Hum jite h uske liye par uske liye marege nahi hum jina h uske liye aur hum jiyege uske liye
Muje mere pyar par naaj rahega uske sar par hamesha uska sartaaj rahega uska har sapna pura ho kar hi rahega ye janu h na hamesha uske sath khada milega
Kitna nirala mera pyar h muje dil se chahne wala mera aapna pyar mera hi dildar h bus ab ye pyar kabhi bhi kam na ho pyar bad raha h badata hi jaye aur kabhi bhi kam na ho
Tuje paya to bus itna samaj mai aaya rab h aur usne tuje mere liye banaya aur hamane tuje badi siddadat se chaha tuje apni dhadkan mai basaya
kal bhi ki thi jaan aapne pada nhi aur ek baar pahle bhi kar chuka hu aapko yaad nhi h aur aapko rab ne mere liye aur muje aapke liye banaya h
Socha na tha is kadar pyar ho jayega tere bina jina dusvar ho jayega hame teri saso mai basna h tu h sath mere to ye jivan bhi safal ho jayege aur tere sath aaise hi bit jayega
Kitna pyara tuje rab ne banaya ek sundar sa chahara liya chand ka tukda lagaya aur tuje najar na lage isliye humko syam sundar banaya
Kaha jaye apke bina ...jaha jaye vahi apko paye bus rab se dua karte rahte.. bus ap kush rahe vahi dua kerte he ...ye dil bus he ap dil me base rahe ye dua karte hum..ap mat samjo mere pyar ko lekin har janam ap hi mile ye dua karte he.
Tere dil ko koi chot na pahuche.tere aakhon mai koi bhi gum na bhatake.tera har gum mera ho meri har khusi teri ho.teri palako par meri hi enayat ho tere dilo jigar par chahat hi chahat ho.mera pyar tuj par kuch is tarah se cha jaye.tere dil juba par hamesha mera naam aa jaye teri har sas par mera adhikar ho sas lene k pahle aur baad mai mera hi pyar ho hum tere khayalo mai kuch yu ho jaye,jab bhi tu yaad kare hum samane aa jaye
mere liye tere aakhon mai kabhi aasu na ho tu jab bhi chahe tu meri baho mai ho.bus yahi fariyad hum rab se karte h hum tere h aur hamesha tere hi ho
Pyar k fasane ko samajana inshano ki baat nhi.
Mil jaye agar saccha pyar to use nibhana har kisi ki baat nhi.
Hum to ab tere liye jite h itna hi jante h. Bus tera dil na dukhe rab se itna hi magte h.
Kaha jaye apke bina ...jaha jaye vahi apko paye bus rab se dua karte rahte.. bus ap kush
rahe vahi dua kerte he ...ye dil bus he ap dil me base rahe ye dua karte hum..ap mat samjo
mere pyar ko lekin har janam ap hi mile ye dua karte he
Tuje paya to bus itna samaj mai aaya rab h aur usne tuje mere liye banaya aur hamane tuje badi siddadat se chaha tuje apni dhadkan mai basaya
Dil ki dawa ho tum mere har
Gum ka marhum ho tum.
Tum se kuch kya kahe hum mere
Dil mera pyar mere humdum ho tum
Mere Dil Mai basne wale
mujse dur rahte hai
Kahte h ki pyar h tumse
Or pass aane se bhi darte hai
Kahte h subah or bhi kubsurat ho jati hai.
Jab aankhn khule or samane tum aa jati hai
Tera muskurata chehra Dil ko suku de jata hai.
Samane to hota hai tum PR Dil me aur utar jata hai
Kash ki har subah har sham aaisi ho.
Meri jindgi Teri muskurati Surat jaisi ho.
Na koi ladai na ruswai bus ek dusre k liye sawera ho
Hum tuj par sitam kya karege,
tere har gum bhi hum le lege.
tujse dur hum jayege bhi kaise.
tuje dil mai basaye jo bethe hai.